Toot Ke Bhikhra Ho To Is Baat Ka Ehsaaas Hota Hai!
Zindagi Itni Takleeef Deti Hai To Mout Ka Aallaam Kya hoga?

">http://albom.qatarw.com/data/media/18/image_4646.jpg" border="0"/>
KOI RASTA NAHI DUA KE SIVA
KOI SUNTA NAHI KHUDA KE SIVA
MAINE BHI ZINDGI KO KARIB SE DEKHAHAI MERE DOST MUSKIL ME KOI SAATH NAHI DETA AANSU KE SIVA
Agar kal hum na bhi rahe
hamari yaad sada rahegi
sirf nazar utha ke chand ko dekh lena
hamari dosti ki tasveer wahan bhi rahegi
hayyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyy
Dost wo nahi jo aapke kam aaye
dost vo hai jo aapki t-shirt mang kar le jaye
dost vo nahi jo aapko treet de
dost vo hai jo aapke ghar aaye or jee bhar ke khaaye
dost vo nahi jo phone karke milne aaye
dost vo hai jo ghar ke saamne se phone karke bahar bulaye
dost vo nahi jo aapke janaze me aaye
dost vo h jo kabr pe t-shirt leke aaye or kahe
Le nahi chahiye tera ehsaan,
"Chal uth or meri dosti wapis kar"
Mohabbat me teri aaj khud ko bhulane ko ji chahta hai
Tujhe dunia se bacha ke dil me chhupane ko ji chahta hai
Dhadkano me to basa liya hai tujh komaine
Ab to tujhe apni saanso me samane ko ji chahta hai
Phool Sukh Jate Hai Ek Vakt Ke Baad
Insaan Bhi Badal Jate Hai Ek Vakt Ke Baad
Dosti Bhi Toot Jati Hai Ek Vakt Ke Baad
Lekin Vo Vakt Aayega Meri Maut Ke Baad